Zindagi Shayari in Hindi

Zindagi Ke Mod Par Ek Eysa Waqt Aata Hai, Jab Insaan Apane Aapko Tanha Pata Hai, Wahi Tanhai to Batati Hai, Ki Kon Kiska Kitna Sath Nibhata Hai.


भरोसे पे ही जिंदगी  टीकी है वरना कौन कहता “फ़िर मिलेंगे.


Mana Zindagi Ek Kawab Hai, Par Har Kawab Ko Manzil Nahi Milti, Mushkilon mein bhag jana asaan hota hai, Har pehlu zindagi ka imtihan hota hai, Darne walon ko kuchh milta nahi zindagi mein, Aur ladne walon ke kadmon mein jahan hota hai.


है मोहलत “चार” दिन की,, और हैं “सौ” काम करने को, हमें “जीना” भी है, “मरने” की तैयारी भी करनी है.


मोहब्बत भी होती है तो ज़रुरत के पेश-ए-नज़र, अब एक नज़र में लुट जाने का ज़माना नहीं रहा.


Zindagi Pal – Pal Dhalti Hai, Jaise Ret Mutthi Se Phisalti Hai!! Shikwe Kitne Bhi Ho Har Pal, Phir Bhi Haste Rahna..!! Kyun Ki Ye Zindagi Jaise Bhi Hai, Bas Ek He Bar Milti Hai.


zindgi ki haqeeqat sirf itni hoti h, jab jagta h insan to kismat soti h, insan jis per apna haq khud se jyada samjhta h, wo amant aksar kisi aur ki hoti h.


Zindagi ka har zakham uski meharbani hai. Meri zindagi to ek adhuri kahani hai. Chahte to mita dete har dard ko. Magar ye dard hi to uski Aakhri nishani hai.


मत सोच इतना…. जिन्दगी के बारे में , जिसने जिन्दगी दी है… उसने भी तो कुछ सोचा होगा.


ज़िदगी जीने के लिये मिली थी, लोगों ने सोचने में ही गुज़ार दी.


जिंदगी को इतना सिरियस लेने की जरूरत नही यारों, यहाँ से जिन्दा बचकर कोई नही जायेगा.


सिर्फ सांसें चलते रहने को ही ज़िंदगी नहीं कहते.. आँखों में कुछ ख़्वाब और दिल में…उम्मीदें होना भी ज़रूरी हैं.

You May Also Like