Waqt Shayari in Hindi

Log Kehte Hain Ki Waqt Kisi Ka Gulam Nahi Hota, Fir Kyun Tham Sa Jata Hai Gamo Ke Daur Mein.


Zindgi Ne Mere Dard Ka Kya Khoob Ilaaj Sujhaya, Waqt Ko Dawaa Bataya Khwahishon Se Parhej Bataya.


Yaadein Karbat Badal Rahi Hain Aur Main Tanha Tanha Hoon, Waqt Bhi Jis Se Rooth Gaya Hai Main Woh Bebas Lamha Hoon.


Kuchh Is Tarah Se Sauda Kiya Mujhse Mere Waqt Ne Tazurbe Dekar Wo Mujh Se Meri Nadaniyan Le Gaya.


Jaanu Main Uski Har Ek Baat Aaj Bhi Yaad Aati Hai Wo Pehli Mulaqat Gujre Wo Lamhe Wo Din Aur Raat Yahi To Hai Waqt Ki Mujh Ko Saugaat.


Jo Mila Waqt To Bulaunga Use Us Ke Diye Zakhm Bhi Dikhaunga Use Us Ki Ye Tamanna Bhi Puri Karunga Ek Roz Jab Niklegi Aakhri Saans Bhool Jayunga Use.


Paison ki Daud Me Aise Daude, Ki Thakne ka Bhi Waqt Nahi,Paraye Ehsason Ki Kya Kadr Karein, Jab Apane Sapno Ke Liye Hi Waqt Nahi.


Tumhe Yaad Karne Wale Kum Na Hoonge, Waqt K Saath Shayad Hum Na Hoonge, Tum Kisi Ko Kitna Bhi Yaad Karo, Magar Tumhari Yaado Ke Hakdaar Sirf Hum Hoonge.


Kaisa Waqt Hey Usay Fursat Nahe Muje Yad Krne Ki, Kabhi Wo Shaks Meri He Sanso Se Jia Krta Tha.


कल मिला वक़्त तो ज़ुल्फ़ें तेरी सुलझा लूंगा आज उलझा हूँ ज़रा वक़्त के सुलझाने में.


वक़्त मेरी तबाही पे हँसता रहा रंग तकदीर क्या क्या बदलती रही.


जिन किताबों पे सलीक़े से जमी वक़्त की गर्द उन किताबों ही में यादों के ख़ज़ाने निकले.


जब दिल पे छा रही हों घटाएँ मलाल की, उस वक़्त अपने दिल की तरफ़ मुस्कुरा के देख.


ये फैसला तो शायद वक़्त भी न कर सके सच कौन बोलता है अदाकार कौन है.


वक़्त सी फ़ितरत लिए चलता है वो, ना किसी का होता है ना ठहरता है वो.

You May Also Like