Mausam Shayari in Hindi

Kitni jaldi yeh mulakat guzar jati hai, pyaas bujhti bhi nahi barsaat guzar jate hai, apni yadoon se kahoo yun na aaya karain neend aati bhi nahi raat guzar jati hai.


मौसम-ए-बहार है अम्बरीं ख़ुमार है किस का इंतिज़ार है गेसुओं को खोलिए अदम.


Baarish Ki Bondon Mein Jhalakti Hai Us Ki Tasveer Aaj Phir Bheeg Bethe Usse Pane Ki Chahat Mein.


Rehne Do Ab Ke Tum Bhi Mujhey Parh Na Sako Ge  Barsaat Mein Kaaghaz Ki Tarah Bheeg Gaya Hon.


क्यूँ किसी की यादों को सोच कर रोया जाए, क्यूँ किसी के ख्यालों में यूँ खोया जाए बाहर मौसम बहुत ख़राब हैं, क्यूँ न रजाई तानकर सोया जाए.


Baarishain ho hi jaati hain mere shaher mein Faraz Kabhi badalon se to kabhi aankho se.


Maza Barsat Ka Chaho To In Aankhon Mein Aa Baitho Wo Barson Mein Kabhi Barsen, Yeh Barson Se Barasti Hain.


BadNaseebi Ka Main Qaa’il To Nahin Hoon, Lekin Main Ne Barsaat Mein Jalte Hue Ghar Dekhe Hain.


Mere Hisse Ki Zameen Banjar Thi, Main Waaqif Na Thaa BeSabab Ilzaam Main Detaa Rahaa Barsaat Ko.


Barsaat Mein DeewaarODar Ki Saari Tehreeren Mitin Mitata Nahin Dhoyaa Bahut Taqdeer Ka Likha Huwaa.


कुछ तो तेरे मौसम ही मुझे रास कम आये और कुछ तेरी मिटटी में बगावत भी बहुत थी.


शहर देखकर ही अब हवा चला करती है अब इंसान की तरह होशियार मौसम होते हैं.

You May Also Like