Dhoka Shayari in Hindi

धोखा देती है अक्सर मासूम चेहरे की चमक, हर काँच के टुकड़े को हीरा नहीं कहते.


Ishtehar de do k ye dil khali hai , Wo Jo ayaa thaa kirayedar nikla.


मैं उसका सबसे पसंदीदा खिलौना हूँ दोस्तों.. वो रोज़ जोड़ती है मुझे फिर से तोड़ने के लिए.


Itne Zakhm Khaye Hue Hai, Ab Ishq Bhi Hota Nahi, Darr Lagta Hai Iss Zamane Mein, Kahin Sab Bewafa To Nahi.


मत रख हमसे वफा की उम्मीद, हमने हर दम बेवफाई पायी है, मत ढूंढ हमारे जिस्म पे जख्म के निशान, हमने हर चोट दिल पे खायी है.


Hum nadan the jo us ko apna humsafar samajh baithe, Wo chalte to humare sath the, magar kisi aur ki talash mein.


Parindo’n Jesi Fitrat Ka Mila Tha Ek Shakhs Hamen, Zara Pankh Kya Nikal Aaye Aashiyana Hi Chhor Gya.


बुरे वक्त में ही सबके असली रंग दिखते हैं, दिन के उजाले में तो पानी भी चांदी लगता है.


Guzar Toh Jayegi Zindagi Uss Ke Baghair Bhi Lekin..! Tarasta Rahega Dil Pyaar Karne Waalon Ko Dekh Kar.


Dhoka Deti Hain Aksar Chamak Sharif Chehron Ki;Kyunki Hr Kaanch Kaa Tukda Heera Nhi Hotaa.


Teri Mohabbat Bhi Kiraye Ke Ghar Ki Tarah Thi, Kitna Bhi Sajaya, Par Meri Na Huyi.


Faaslon ka ehsaas tb hua.. Jab Maine kaha..”mai theek hu..” Aur.. Usne “maan liya.


समेट कर ले जाओ.. अपने झूठे वादों के अधूरे क़िस्से.. अगली मोहब्बत में तुम्हें फिर.. इनकी ज़रूरत पड़ेगी.


Tu agar khawab tha mera to bata kyu meri neend se bahaar nikla.

You May Also Like