Barbaad Shayari

Pehle mujhe sambhalne tou do Phir mujhe khoob barbaad karna.


Barbaad Kar Diya Doono ki Laraai Ne Mujhe Na Ishq HaaR maanta Hai, Na Dil shiKasT Ka Aadi Hai


Kya kroge aur Barbaad Ab Mujhe Tum, Ki Rakh ko Aag se Jalaya nhi krte.


Dil kay rishtey ajeib hotey hay vo door reh kar be karib hotey hay Na karo zikr meree barbade ka ye apne apne nasib hote hay.


Aakhri Baar Tere Pyaar Ko Sajda Kar Luon; Lout Ke Phir Teri Mehfil Mein Nahi Aayunga; Apni Barbaad Mohabbat Ka Janaja Le Kar; Teri Duniya Se Bahut Durr Chala Jaunga.


जब जब कोई बात प्रतिष्ठा का विषय बनती हैं. तो वही बात सबसे ज्यादा घातक होती हैं.


Aksar Hum Apni Raat Yun Barbaad Karte Hain Baith Ke Kisi Kone Me Unko Yaad Karte Hain Unke Wapis Aane Ki Ummid Toh Chhod Di Kab Ki Phir Bhi Na Jane Kyu Hum Apna Waqt Barbaad Karte Hain.


Usne pucha zindagi kisne barbad kar di. Humne ungli uthai aur apne hi dil pe rakh di.


आँखों मे ख्वाब अपने ही चुभने लगे अश्क बनके वो गिरने लगे नींद रूठी हुई लगती है रात खफा खफा गुजर जाती है जख्म एक को सोने नहीं देते इस दर्द ने मुझे सब से जुदा कर दिया प्यार ने बर्बाद कर दिया.


Chhodo Wafaon Ke kisse Yeh Umron Ka Rona Hai Pehle Hi Kaun Hamara Tha Ab Kisne Hamara Hona Hai.


Barbaad Kar Gaye Wo Zindagi Pyaar Ke Naam Se; Bewafai Hi Mili Sirf Wafa Ke Naam Se; Zakham Hi Zakham Diye Us Ne Dawa Ke Naam Se; Aasman Bhi Ro Pada Meri Mohabbat Ke Anjam Se.

You May Also Like